Ager apko bowling kerni hai tu sabse ziada zaruri hai k ap ki LINE sai ho, chahe ap kitne bhi achay bowler ho jab tak line nhi tab tak bowler nhi.
LINE apki tabhi sahi hogijab apki basics sahi hongi necahy wali video main jo basics hai uski bohat ziada practice kerni hogi tabhi apki basics sahi hogi.
IS VIDEO MAIN BASICS MAUJOOD HAI BOWLING KI
1:26 aur 3:00 per jo style sikhaya jaraha hai iski khoob practice karain
is k baad ata hai run up. Run up se ap apni ball ki pace aur length sahi kersakte hain
neachay wali video k 0:43 per runner up sikhaya hai.
ye tariq sabse behtreen tariqa hai run-up sahi kernai ka
SWING BOWLING
INSWING , OUTSWING & REVERSE SWING THEORY
INSWING
jab ball ki rough side hawa main curve laiti hoi right hand batsman ki taraf ai tu usse INSWING bowling kehte hain
OUTSWING
Isis tarah jab ball ki rough side hawa main curve laiti hoi right hand batsman se dur jai usse outswing kehte hain
REVERSE SWING
Is main ulta hota hai, ball ki shiny side hawa main curve laiti hoi right hand batsman ki taraf ya dur jati hai
TECHNIQUE
iski technique iski griping main hoti hai
INSWING BOWLING TECHNIQUE
OUTSWING BOWLING TECHNIQUE